पॉवर ट्रैक पावरहाउस शक्तिशाली इंजन, उन्नत सुविधाओं, आरामदायक सीटों, शांत और विशाल कार्यक्षेत्र से भरे हुए नवीन ट्रैक्टर शामिल हैं। पॉवर ट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टरों की एक विस्तृत श्रृंखला प्रदान करता है, 39 - 55 एचपी से शुरू, पॉवर ट्रैक पावरहाउस मूल्य सीमा 6.35 lac से शुरू होती है, शीर्ष 3 पॉवर ट्रैक...
पॉवर ट्रैक पावरहाउस शक्तिशाली इंजन, उन्नत सुविधाओं, आरामदायक सीटों, शांत और विशाल कार्यक्षेत्र से भरे हुए नवीन ट्रैक्टर शामिल हैं। पॉवर ट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टरों की एक विस्तृत श्रृंखला प्रदान करता है, 39 - 55 एचपी से शुरू, पॉवर ट्रैक पावरहाउस मूल्य सीमा 6.35 lac से शुरू होती है, शीर्ष 3 पॉवर ट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर हैं।
Mere pas Powertrac Euro 42 Plus PowerHouse hai aur iska dual clutch bahut hi mas...
अधिक पढ़ें
Mere pas Powertrac Euro 42 Plus PowerHouse hai aur iska dual clutch bahut hi masttt hai. Jab bhi khet me kaam karta hoon, gear badalne mein koi dikkate nahi hoti. Pichhle saal se istemal kar raha hoon aur ye mera waqt bachata hai aur diesel bhi. Haldi, gehu, sab mein kaam ekdam aasan ho gaya hai. Tractor ki steering bhi haalki hai to thakan bhi kam lagti hai. Dual clutch ke wajah se gear badalne ka kaam ekdam jaldi hota hai, kaam bhi jaldi hojata hai. M to bahut khush hu is tractor
कम पढ़ें
Anil Yadav
16 Nov 2024
Kuch bhi asani se utha lo
Main pichle 6 mahine se Powertrac Euro 42 Plus PowerHouse ka istemal kar raha ho...
अधिक पढ़ें
Main pichle 6 mahine se Powertrac Euro 42 Plus PowerHouse ka istemal kar raha hoon aur ye 1600 kg tka bajan aram se utha leta hain. Jab bhi bhari saamaan uthana hota hai, yeh tractor bilkul aasani se kar leta hai. Kheti ke kaam mein khaad le jana ho ya beej ke bore le jane ho, koi dikkat nahi hoti. Tractor ki shakti bhi kaafi badiya hai, khud ke khet mein ya saman lane jaane ke kaam me bdiya hai. Iske bina mera kaam ruk jata. sab bhai jarur iska istemaal karke dekhe.
कम पढ़ें
Satyam
16 Nov 2024
8 Forward Aur 2 Reverse Gears Ka Fayda
Steeltrac 25 mein 8 forward aur 2 reverse gears hai jo kheti ke kaam ko asan ban...
अधिक पढ़ें
Steeltrac 25 mein 8 forward aur 2 reverse gears hai jo kheti ke kaam ko asan banate hain. Jab main beej lagata hoon ya kheti karta hoon, toh gears ka upyog bahut aasan hota hai. Reverse gear se khet ke chhote corners mein asani se ghoom sakta hoon. Yeh gears se kheti ka har kaam jaldi aur asani ke sath hota hai
कम पढ़ें
Mahipal
16 Nov 2024
Ache balance wala tractor
Powertrac Steeltrac 25 ka 1580 MM wheelbase mere liye perfect hai. Iska balance...
अधिक पढ़ें
Powertrac Steeltrac 25 ka 1580 MM wheelbase mere liye perfect hai. Iska balance bahut accha hai, chahe main pahadi elaake mein kaam kar raha hoon ya plain khet mein. Tractor kabhi hilta-dulta nahi, poori ke sath chalata hai. Kharaab raste ho ya ubad khabad road, yeh tractor kabhi bhi fisalta nahi hain. Mera kaam ache se ho jata hai, aur mere liye yeh tractor kheti ka best option hai.
कम पढ़ें
Durga
16 Nov 2024
Zameen Pe Bhi Chale Jaise Aasman Mein
Powertrac Euro 30 ka ground clearance badiya hai. Humari zameen pe alag-alag typ...
अधिक पढ़ें
Powertrac Euro 30 ka ground clearance badiya hai. Humari zameen pe alag-alag types ki mitti hoti hain aur kabhi kabhi thode bekaar raaste bhi hote hai. Iska high ground clearance tractor ko asaani se har jagah chalane mein madad karta hai. Field me kheton ka kaam karte waqt tractor kabhi bhi phas nahi paata aur geeli mitti vali jagah me bhi achha grip milta hai. Yeh feature kheti ko aur bhi aasan bana deta hai.
कम पढ़ें
Kripal Yadev
16 Nov 2024
Dual Clutch Ne Kheti Ko Banaya Asaan
Mujhe apne kheton mein baar-baar gear badalne ki zarurat padti hai aur Powertrac...
अधिक पढ़ें
Mujhe apne kheton mein baar-baar gear badalne ki zarurat padti hai aur Powertrac Euro 60 Next ka dual clutch iss kaam ko bahut asaan bana deta hai. Yeh clutch se main bina engine band kiye seedha implement chalu kar leta hoon. Chahe hal chalana ho ya phir rotavator ka kaam har cheez acchi chalti hai. Tractor ki power transmission ekdum badhiya rehti hai aur isse samay ki bachat hoti hai.
कम पढ़ें
Ajeet kumar
16 Nov 2024
Shandar 4-Cylinder Engine Wali Tractor
Powertrac Euro 60 Next ka 4-cylinder engine ekdum shandar hai Main apne kheton m...
अधिक पढ़ें
Powertrac Euro 60 Next ka 4-cylinder engine ekdum shandar hai Main apne kheton mein kaafi saari kachhi jameen ko asaani se jotta hoon. Yeh engine ki taqat se tractor bilkul bhi nahi rukta chahe mitti kitni bhi bhari ho. Iska engine itna powerful hai ki badi se badi kheti bhi araam se ho jaati hai.
कम पढ़ें
HASANALI RAJPURA
16 Nov 2024
1600 Kg Lifting Capacity Ka Amazing Power
Powertrac ALT 3000 ki 1600 kg lifting capacity bahut badiya hai. Jab bhari samaa...
अधिक पढ़ें
Powertrac ALT 3000 ki 1600 kg lifting capacity bahut badiya hai. Jab bhari samaan uthana hota hai jaise khaad ki bori, tab yeh tractor achha kaam karta hai. Itni power se badasamaan aur heavy attachent asaani se utha sakte hain. Khet me kaam karna bahut aasan ho jata hai aur kaam krne ki chhamata bhi badh jati hai.
कम पढ़ें
Pamma Bai
16 Nov 2024
Compact Design Se Karya Asaan
Powertrac ALT 3000 ka chota design bahut kaam ka hai. Yeh tractor chhota hai jis...
अधिक पढ़ें
Powertrac ALT 3000 ka chota design bahut kaam ka hai. Yeh tractor chhota hai jiski vajah se ise chalana aasan hai, isliye chote kheto aur patle raaston me asaani se chal sakta hai. Khet me kaam krte waqt chhoti jagah me bhi aram se implements chala sakte hain.
कम पढ़ें
Chethan
16 Nov 2024
5 Saal Ki Warranty Se Koi Tension Nahi
Powertrac Euro 30 ki 5 saal ki warranty kaafi badi baat hai. Pichle 3 saal se ma...
अधिक पढ़ें
Powertrac Euro 30 ki 5 saal ki warranty kaafi badi baat hai. Pichle 3 saal se main ise use kar raha hoon aur kabhi koi badi dikkat nahi aayi. Warranty se man ko shanti milti hai aur har kisaan ko jo chahiye wahi hai. Tractor ki service ya repair ki chinta door ho gayi hai. Rozana kheti ke kaam bina kisi pareshani ke acche se chal raha hai.
पॉवरट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर सीरीज उच्च दक्षता वाले अपने उन्नत ट्रैक्टरों के लिए प्रसिद्ध है। पॉवरट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर मॉडल चुनौतीपूर्ण कृषि कार्यों में किसानों की मदद कर सकते हैं ताकि वे आसानी से ज्यादा मुनाफा कमा सकें। इन ट्रैक्टरों में अनूठी विशेषताएं हैं और आकर्षक डिजाइन के साथ मजबूत बॉडी भी हैं। सुविधाओं और जबरदस्त काम करने की क्षमता के बावजूद, पॉवरट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर की कीमत भी किसानों के लिए मूल्यवान है। तो, ट्रैक्टर जंक्शन पर नए पॉवरट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर की कीमत के बारे में सभी विवरण प्राप्त करें।
भारत में पावरहाउस ट्रैक्टर की कीमत
भारत में पॉवरट्रैक पावरहाउस की कीमत किसानों के पैसे का पूरा मूल्य देती है। इसलिए, किसान अपनी जेब पर ज्यादा बोझ डाले बिना आसानी से एक शक्तिशाली ट्रैक्टर प्राप्त कर सकते हैं। तो, मूल्यवान कीमत पर उत्कृष्ट पावरहाउस ट्रैक्टर प्राप्त करें।
पॉवरट्रैक पावरहाउस मॉडल
यह सीरीज 6 प्रसिद्ध मॉडल प्रदान करती है। शीर्ष 3 पॉवरट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर मॉडल निम्नलिखित हैं।
पॉवरट्रैक यूरो 42 प्लस पावरहाउस - 47 एचपी
पॉवरट्रैक यूरो 55 पावरहाउस - 55 एचपी
पॉवरट्रैक यूरो 50 पावरहाउस - 52 एचपी
पॉवरट्रैक पावरहाउस फीचर्स
इस सीरीज में कई दमदार ट्रैक्टर शामिल हैं। यह यूटिलिटी और हैवी ड्यूटी ट्रैक्टरों की सीरीज है और पावरहाउस ट्रैक्टर सीरीज की कीमत भी उचित है। इसके अलावा, इन ट्रैक्टरों में खेतों में अच्छा प्रदर्शन करने के लिए मजबूत इंजन हैं।
पॉवरट्रैक पावरहाउस मॉडल के लिए ट्रैक्टर जंक्शन क्यों?
ट्रैक्टर जंक्शन ट्रैक्टर सीरीज के बारे में विश्वसनीय विवरण प्राप्त करने के लिए एक डिजिटल प्लेटफॉर्म है। यहां, आप ट्रैक्टर सीरीज के बारे में पूरी जानकारी प्राप्त कर सकते हैं। इसके अलावा, आप ट्रैक्टरों की कीमत, फोटो, वीडियो, स्पेसिफिकेशन्स आदि प्राप्त कर सकते हैं।
पॉवर ट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर के संबंध में अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
पॉवर ट्रैक पावरहाउस ट्रैक्टर सीरीज की मूल्य सीमा क्या है?
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज की मूल्य सीमा 6.35 से 8.60 लाख* तक होती है।
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज की एचपी रेंज क्या है?
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज 39 से 55 HP तक होती है।
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज में कितने मॉडल उपलब्ध हैं?
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज मेंं 6 ट्रैक्टर मॉडल शामिल है।
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज के सबसे लोकप्रिय मॉडल कौनसे हैं?
पॉवर ट्रैक पावरहाउस सीरीज के सबसे लोकप्रिय ट्रैक्टर मॉडल पॉवर ट्रैक यूरो 47 पावरहाउस, पॉवर ट्रैक यूरो 50 पावरहाउस, पॉवर ट्रैक 434 प्लस पावरहाउस हैं।
Thank you for contacting Tractor Junction! You can buy old tractor by manually contacting the
seller. Seller details are provided below has been received.
Are you planning to purchase this tractor on loan?
{Vehicle Name}
ट्रैक्टर से जुडी किसी भी सहायता के लिए
तुरंत अपनी जानकारी भरे और हम आपसे जल्दी संपर्क करेंगे !
ट्रैक्टर से जुडी किसी भी सहायता के लिए
तुरंत अपनी जानकारी भरे और हम आपसे जल्दी संपर्क करेंगे !
Thank You!
Our team will get in touch with you very soon with exiciting offers